Chalo chalen un raaston pe jiska koi naam naa ho,
jiski hume manzil pataa naa ho.
In maasum aakhon ne kuch dekha, ek khwab,
jo chhupi hui hai in chhalchhalaati si un aakhon
me,
khaamosh
zubaan se kuchh bayaan karne vali un nigahon me.
Vo kwab jiska raasta anjaan hai,
shaayad isi raaste par chaal kar use paana
hai.
.jpg)
Comments
Post a Comment