Zindagi tu hamesha naye naye khel dikhati hai. Aur toh aur khilati bhi hai. Kabhi apne hi hato se dhakka markar girati hai. Aur kabhi toh unhi hato se sahara deti hai. Zindagi tu kya chahti hai. Paheliya kyu bujhati hai. Zindagi tu kya chahti hai?
The words that come out via touch of any emotion.